Cifra de Mirchi Music Awards Medley - Arijit Singh
Veja os acordes de Mirchi Music Awards Medley, de Arijit Singh, e use os controles desta página para mudar o tom, ajustar a leitura e acompanhar a música enquanto toca. Ver mais cifras de Arijit Singh →
Primeiro acorde: F#m 8 acordes identificados
F#m E
Dil.. sambhal ja zara
Phir mohabbat karne chala hai tu
F#m E
Dil.. yahin ruk jaa zara
Phir mohabbat karne chala hai tu...
Tuuuu uuuuu uuuu Tuuuuu uuuuuuu
Nana Naaana na na na na na na na na
A F#m
Kehte hain Khuda ne iss jahaan mein sabhi ke liye
A F#m
Kisi na kisi ko hai banaaya har kisi ke liye
A F#m
Kuch toh hai tujh se raabta
A F#m
Kuch toh hai tujh se raabta
D
Ab kya hai kehna humko hai rehna
E
Jeene ki wajah yahi hai marna isi ke liye
Phir le aaya dil majboor kya keeje
Raas na aaya rehna door kya keeje
D E
Dil keh raha
Usse maqammal kar bhi aao
Wo jo adhoori si yaad baaki hai
Wo jo adhoori si baat baaki hai
Wo jo adhoori si baat baaki hai...
Humming.. on A D A E
Main rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani…(x2)
Mujhe khud mein ghol de toh
Mere yaar baat ban jaani…
A D
Rang sharbaton ka
Tu meethe ghaat ka paani
Repeat.
A F#m
Shayaron se lafz leke todhe se udhaar
A F#m
Bolana yeh chahata hoon dil se tumko yaar
A F#m
Ho raha tha ho gaya hai halka sa khumar
D E
Koi naa raha hai dil pe apne zor
Love me thoda aur..
Love me thoda aur..
Dil yeh dhokha-dhadi kar dega
Socha na tha
Itni yeh gadbadi kar dega
Socha na tha
Aisi mushkil khadi ker dega
Socha na tha..
A
Udd gaye tote
Tere to udd gaye tote re
O la la la la la
A
Udd gaye tote re
Tere to udd gaye tote re...
F#m E
Koi nahi tere siva mera yahaan..
D E
Manzilein, hain meri to sabh yahaan..
Mita de sabhi aaja faansle..
Main chahoon mujhe mujhse baant le..
Zara sa mujhmein tu jhaank le..
Main hoon kya...
Kabhi jo badal barse
Main dekhoon tujhe aankhein bharke..
Tu lage mujhe pahli baarish ki duaa..
Tere pahloo mein rah loon..
Main khud ko pagal kah loon..
Tu gham de ya khushiyaan
Seh loon sathiyaa..
Tose naina jab se mile
Tose naina jab se mile
Bann gaye silsile
(x2)
A
Tooti chaarpaai woei
A D E
Thandi purvaai rasta dekhe eeeeeee
A
Doodhon ki malaai wohi
A D E
Mitti ki suraahi rasta dekhe.......
A F#m
Banno re banno meri chali sasuraal ko
D E
Ankhiyon mein paani de gayi
Duaa mein meethi gud dhaani le gayi (x2)
Re Kabira maan jaa
Re Faqeera yun na ja
Aaja tujhko pukaare teri parchhaaiyan
Re Kabira maan ja
Re Faqeera yun na ja
Kaisa tu hai nirmohi kaisa harjaaiya
Tere liye hi jiya main
Khud ko jo yun de diya hai
Teri wafa ne mujhko sambhala
Saare ghamon ko dil se nikala
Main jo mit bhi gaya to wajood mera
Sadaa tujh mein rahe zinda...
Hmmmm
F#m Bm E C#m
F#m Bm E C#m
Kyun ki tum hi ho, abb tum hi ho
E C#m D
Zindagi abb tum hi ho.. woh o..
F#m Bm
Chain bhi, mera dard bhi
Meri aashiqui abb tum hi ho
F#m Bm
Tera mera rishta hai kaisa
E C#m D
Ek pal door gavara nahi
F#m Bm
Tere liye har roz hain jeete
E C#m D
Tujhko diya mera waqt sabhi
Koi lamha mera na ho tere bina
Har saans pe naam tera..
Kyunki tum hi ho
Ab tum hi ho
E C#m D
Zindagi ab tum hi ho
F#m Bm
Chain bhi mera dard bhi
Meri aashiqui ab tum hi ho...