Cifra de Break Ke Baad - Main Jiyoonga - Misc Soundtrack
Veja os acordes de Break Ke Baad - Main Jiyoonga, de Misc Soundtrack, e use os controles desta página para mudar o tom, ajustar a leitura e acompanhar a música enquanto toca. Ver mais cifras de Misc Soundtrack →
Primeiro acorde: E 9 acordes identificados
Afinação: E A D G B ECapotraste: Sem capotraste
[Intro]
A
[Verse 1]
A G#m
Khuli kitaab sa hai yeh chehra
Par hijab sa hai muskarana mera
Aur acting mein ustaad hoon main
aayega kisi ko na nazar
Hogi na khabar
A G#m
Farsh pe ho bikhra jaisa para
F#m B
Phisal raha hai khwaab yeh hamara
Par pairon mein uchhaal le ke,
le ke ho pe seetiyan
[chorus]
Main jiyoonga,
main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
A
Main jiyungaaaa,
main jiyoonga,
main Jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
A
Main jiyungaaaa
{Instrumental}
A G#m F#m B G#m D
[Verse 2]
A G#m
Chaand to karega ishaare
Aur chidaayenge mujhko taare
Par yaadon ki lihaaf neeche sar dhak loonga main,
chhup jaaunga main
A G#m
Khwaab ke parindey jo paale,
F#m B
kiye aasman ke hawale
G#m D
Udne doonga unko neeli neeli si azaadiyon mein
Main jiyoonga,
main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
A
Main jiyungaaaa,
main jiyoonga,
main Jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
A
Main jiyungaaaa
G Em
Pankh ye, umeedon ke dhoop mein sukhaaunga
G Em
Maine dhun badal di hai geet naye gaaunga
A Bm E
Waise hawaon sang, dhyaan tera behta rahega
Par mausam chun chun ke rut nayi banaunga
[Chorus]
Main jiyoonga
main jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
A
Main jiyungaaaa,
main jiyoonga,
main Jiyoonga
Beeti khushboo bhula ke, gunguna ke
Bm D Bm D
buu bhula je gunguna ke, buu bhula ke gunguna ke
A
Main jiyungaaaaaaa...